Laasho par Taj Mahal ban jaate - Shayari on Hope

Kabhi Pathro Par Phool Khil Jate Hain
Kabhi Ajanabi Bhi Apne Ban Jate
Hain
Kabhi Lasho Ko Kafan Tak Nahi Milta
Kabhi Lasho Par Tajmahal Ban Jate
Hain