Yaadon se Tadapna

Dil ki kitab ka panna chura le gaya koi . . . . .
akhon se neend uda le gaya koi . . . . . .
kisi ki yaad me tadpane ki aadat nahi thi mujhe . . . . . . .
apni yaadon se tadpana sikha gaya koi.